Short Inspirational Hindi Poems: Cute Inspirational Poems in Hindi, Latest Hindi Inspirational Poems, Good Thoughts Poems in Hindi, 2015 Inspirational Hindi Poems.
Paani Ko Barf Mein Badlane Mein Waqt Lagta Hai,
Har Thokar Ke Baad Sambhalne Mein Waqt Lagta Hai,
Bikhregi Fir Wahi Chamak Tere Wajud Se Tu mahsus Karna,
Tute Huye Mann Ko Sanwarne Mein Thoda Waqt Lagta Hai.
Jo Tune Kaha Kar Dikhayega Rakh Yakin,
Garje Jab Baadal To Barsne Main Waqt Lagta Hai,
Khushi Aa Rahi Hai Aur Aayegi Hi, Intejhaar Kar,
Ziddi Dukh Dard Ko Talne Main Thoda Waqt Lagta Hai.
Dhale Huye Suraj Ko Niklne Main Waqt Lagta Hai,
Thoda Dhiraj Rakh, Thoda Aur Jhor Lagata Rahe,
Kismat Ke Jung Lage Darwaje Ko Khulne Main Waqt Lagta Hai,
Kuchh Dair Rukne Ke Baad Fir Se Chal Padna Dost.
Inspirational Good Poems in Hindi
MAIN BADHA HIN JAA RAHA HUN - Shiv Mangal Singh Suman
Main Badha Hi Jaa Raha Hun, Par Tumhe Bhula Nahi Hu,
Chala Raha Hu, Kyonki Chalne Seh Thakawat Dur Hoti Hai,
Jhal Raha Hu, Kyonki Jhalne Se Tamishtra Chur Hoti Hai,
Ghal Raha Hu, Kyonki Halka Bojh Ho Jata Hraday Ka.
KYA LIKHTE RAHETE HO YUHN HIN - Ramesh Sharma
Chaand Ki Baante Karte Hi, Dharti Par Apna Ghar Hi Nahi,
Roj Banate Tajmahal, Sangmarmar Kya Kankar Hin Nahi,
Sukhi Nadiya, Naav Liye Tum Bahte Ho Yuh Hi,
Kya Likhte Rahte Ho You Hi.
ALSO SEE: Ganga Dussehra Hindi Quotes
MANJHIL DUR NAHI HAI - Ramdhari Singh Dinkar
Wah Pradip Jo Dikh Raha Hai Jhilmil, Dur Nahi Hai,
Thakkar Baith Gaye Kya Bhai, Manjhil Dur Nahi Hai.
Chingari ban Gayi Lahu Ki, Bund Giri Jo Pair Se,
Chamak Rahe, Pichhe Mudd Dekho, CharanChinh Jagmag Se,
Shuru Huyi AaradhyaBhumi Yah, Klanti Nahi Re Rahi,
Aur Nahi To Paanv Lage Hai, Kyon Padne Dagmang Se,
Baki Honsh Tabhi Tak, Jab Tak Jalta Tur Nahi Hai,
Takkar Baith Gaye Kya Bhai, Manjhil Dur Nahi Hai.
LEEK PAR WOH CHALE - Sarveshwar Dayal Saxena
Leek Par We Chale Jinke, Charan Durbal Aur Haare Hai,
Hame To Jo Hamari Yatra Se Bane,Aise Anirmit Panth Pyare Hai,
Sakshi Ho Raah Roke Khade, Pile Bansh Ke Ghurmut,
Ki Unme Gaah Rahi Hai Wo Hawa.
0 comments:
Post a Comment