Latest Sad Friendship Day Shayari 2015: Heart Touching Friendship Day Hindi SMS Collection, Heart Break Friendship Day SMS in Hindi, Sad Broken Heart Friendship Day Hindi Shayari.
Dushmano Se Mohabbat Hone Lagi Mujh Ko,
Jeshe Jese Apno Ko Aajmate Chala Gaya.
Manzilon Se Apni Dar Na Jaana, Raste Ki Paresaniyo Se Tut Na Jana,
Jab Bhi Jarurat Ho Zindagi Me Kisi Apne Ki, Hum Aap Ke Apne Hai Ye Bhul Na Jana.
Yaar Koi Mukadma Hin Kara Do Hamare Bewafa Sanam Par,
Kam Seh Kam Har Peshi Per Yaar-E-Husan Ka Didar To Ho Jaye.
Tanhaayi Mere Dil Mein Samati Chali Gayi,
Kismat Bhi Apna Khel Dikhaati Chali Gayi,
Mahekti Fizaa Ki Khushbu Mein Joh Dekha Pyaar Ko,
Bas Yaad Unh Ki Aayi Aur Rulati Chali Gayi.
Friendship Day Shayari That Make You Cry
Kis Hadd Tak Jana Hain Kaun Janta Hain,
Kis Manjil Ko Pana Hain Kaun Janta Hain,
Dosti Ke Do Pal Bhi Jih Bhar Ke Jih Loh,
Kis Roz Bichhad Jana Hain Yeh Kaun Janta Hain.
Afsosh Hota Hain Ush Waqt Jab Apni Cheez Koi Aur Chura Leta Hain,
Hum Ushe Khwabo Main Dekha Karte Hain, Aur Haqiqat Koi Aur Bana Leta Hain.
Aye Khuda Maine Suna Hai Dua Kabul Karne Ka Tera Ek Waqt Hota Hai,
Tu Bhi Bata De Maine Ushe Kish Waqt Nahi Manga Hai Tujh Se.
Anjan Ki Taraah Mile Aur Ulfat Hon Gayi,
Ajnabi Dost Aise Mile Ki Dosti Hon Gayi,
Sacchi Dosti Ka Erada Tha Unh Seh,
Par Hume Unh Se Sachi Mohabbat Ho Gayi.
Latest 2015 Friendship Day SMS Shayari
Wo Insaan Ek Chhoti Si Bhul Par Esh Kadar Ruth Kar Chala Gaya,
Mano Ushe Barso Se Kisi Bahaane Ki Talaash Ho.
Teri Muskurahat Meri Pahechan Hai, Teri Khushi Meri Hin Jaan Hai,
Kuchh Bhi Nahi Meri Zindagi Main, Bas Etna Samaz Leh Kih,
Tera Dost Hona Meri Shaan Hai.
Aaj Mohabbat Ne Hum Ko Rula Diya,
Jis Pe Marte The Ushi Ne Bhula Diya,
Ush Ki Yaad Main Peeta Gaya Aanshuo Ke Ghooth,
Ek Din Bewafa Ne Ush Main Bhi Zahar Mila Diya.
Jo Log Ektarfa Pyaar Karte Hain, Apni Zindagi Ko Khud Barbad Karter Hain,
Nahi Milta Bina Nasib Ke Kuchh Bhi, Fir Bhi Log Khud Par Atyachar Karte Hai.
Dosti Ki Kahani Ab Humari Khatam Ho Gayi,
Khusiya Aayi Aakar Jane Kahan Chali Gayi,
Bada Naaz Tha Hume Apni Dosti Par Sayad,
Kismat Buri Thi Ya Fir Kishi Ki Nazar Lag Gayi.